ابھی گذشتہ مراسلے میں ہم نے ہندوستانی سکوں اور نوٹ کی تصاویر پیش کی تھیں۔
ایک انڈین کرنسی نوٹ پر کیا کچھ تفصیلات درج ہوتی ہیں ، وہ ذیل کی تصویر میں ملاحظہ فرمائیں۔
2009/02/03
سبسکرائب کریں در:
تبصرے شائع کریں (Atom)
Author Details
Hyderabadi
بھارت میں یہ ڈیزائن کب سے رائج ہے؟
جواب دیںحذف کریںکمال ہے بھیا آپ لوگ تو کرنسی میں بہت آگے ہیں۔ مزے کی بات کہ اتنی قومی زبانیں لکھی جاتی ہیں، ہمارے ہاں تو اردو اور انگریزی اور اللہ اللہ خیر سلا۔
جواب دیںحذف کریںpaehle to maiN aap se sad-maAfi chaahta hooN. koi munaasib rae dene se qasir hooN. bas wahi meri puraani Urdu ki rat ... baraae-karam darguzar farmaaeN. neeche ke mazmoon ka nishaana aap naheeN, ham sab Urdu waale haiN. :)
جواب دیںحذف کریںjanaab kya bataaooN ... lekin mujhe filhaal is ke alaawah kuchh kaehna naheen hai keh maiN aor doosre tamaam log Urdu is tarah likhte rahe to kya Urdu bachegi?
"johri tawaani" bani "aiTmee inarjee"
"sayaarcha" bana "satellite"
"amreeki" bana "amreekan"
"afreeqi" bana "afrikan"
yahaan tak keh "bahre-hind" Urdu kitaaboN meiN bana "indian ocean" aor "Adan" bana "Aidan"!
waise to alfaaz ke izaafe se zabaan parwaan chaRhti hai, is meiN koi shak naheeN.
lekin kya sirf alfaaz ko laailmi se rad karke unki jagah sune sunaae alfaaz likhne ke alaawa ham kuchh bhi naya karne se qasir haiN. ??
baRi maayoosi hoti hai mujhe.
kise sunaaeN, koi sunta hai na samajhta ?? to aap hi se kaeh diya.